Wednesday, February 28, 2018

Namaz ka Tarjuma

Namaz me jo aap padhte ho us ka tarjuma kya hai samjh lo samjh k padhoge to aap ko  namaz padhne me pata chalega aap kya padh rahe ho

SANA:-


 Subhanaka Allahumma Wa  Bihamdika Wa tabarakasmuka Wat'ala Jadduka Walaa ilaha Gairuka.

 TARJUMA:-


 Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwal  Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi.

RUKU ME:-


 Subhana Rabbiyal Azim

 TARJUMA:-


 Paak he mera Rab Azmat wala


RUKU SE UTHTE WAQT:-


 SamiAllahu Liman Hamida. 

 Rabbana Lakal Hamd.

 TARJUMA:-


 Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.

 Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.

 SAJDE ME:-


 Subhana Rabbiyal A'ala.

 TARJUMA:-


 Paak he mera Rab Badi Shan wala.



No comments:

Post a Comment

6. Aaj Ki Achchi Baat

 * Aaj Ki Achchi Baat *   Maa Jo Bhi Banaye Usse  Bina Nakhre Kiye Kha Liya Karo.. Kyuki.. Duniya Main Aise Log Bhi Hai Jinke Pass Khana Nah...