Thursday, December 6, 2018

5. Aaj ki achi baat

   ﷽

          *︵︷︵︷︵︷︵︷︵​︷︵*

         *✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​*

          *︶︸︶︸︶︸︶︸︶︸︶*

    ❧ Jis tarah Aadmi ka kapda
       maila ho jaata hai, to us ko
         Saabun se dho dete hain,

     ❧ Isi tarah Gunah karne se
     Aadmi ka Dil ganda ho jaata
     hai aur us ko Saaf karne ka
    zariya "Touba o Istaghfaar" hai.


Wednesday, February 28, 2018

4. Aaj Ki Achchi Baat


BismillahirRahmanirRahim

🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂


✧ Aaj Ki Achchi Baat ✧


❧ Rishte Moqe Ke Nahi,


❧ Bharose Ke Mohtaaj Hote Hai.

Namaz ka Tarjuma

Namaz me jo aap padhte ho us ka tarjuma kya hai samjh lo samjh k padhoge to aap ko  namaz padhne me pata chalega aap kya padh rahe ho

SANA:-


 Subhanaka Allahumma Wa  Bihamdika Wa tabarakasmuka Wat'ala Jadduka Walaa ilaha Gairuka.

 TARJUMA:-


 Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwal  Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi.

RUKU ME:-


 Subhana Rabbiyal Azim

 TARJUMA:-


 Paak he mera Rab Azmat wala


RUKU SE UTHTE WAQT:-


 SamiAllahu Liman Hamida. 

 Rabbana Lakal Hamd.

 TARJUMA:-


 Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.

 Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.

 SAJDE ME:-


 Subhana Rabbiyal A'ala.

 TARJUMA:-


 Paak he mera Rab Badi Shan wala.



3. Aaj Ki Achchi Baat

BismillahirRahmanirRahim
🍂🌿🍂🌿  ﷽  🌿🍂🌿🍂

✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​

❧ Aapki Khushyon Mein Vo Log Shamil Hote Hain Jinhe Aap Chahte Hain,  

❧ Lekin Aapke Dukh Mein VoLog Shamil Hote Hain Jo Aapko Chahte Hain..

Sunday, February 25, 2018

2. Aaj Ki Achchi Baat

BismillahirRahmanirRahim
🍂🌿  ﷽  🌿🍂🌿🍂

✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧

❧ Alfaaz Muft Milte Hain,

❧ Aap Jis Tarah Istemal Karo Waisi Kimat Chukani Padhti Hai.

1. Aaj Ki Achchi Baat

BismillahirRahmanirRahim

*Aaj Ki Achchi Baat*

 ❧ Kisi Cheez Ke Qeemat Hame
           Jab Pata Chalti Hain,
  ❧ Ek Milne Se Pehle Aur Dusra

             Kho Jaane Ke Baad..

6. Aaj Ki Achchi Baat

 * Aaj Ki Achchi Baat *   Maa Jo Bhi Banaye Usse  Bina Nakhre Kiye Kha Liya Karo.. Kyuki.. Duniya Main Aise Log Bhi Hai Jinke Pass Khana Nah...